Wednesday, April 23, 2025

Sunday, 15 June 2014

Barish ne alwar ko nahla dia, alwar ke logo ko garmi se rahat mil.

Pichle din alwar me jam kar barish hui. Barish 2:00 PM par shuru hui or puri rat hoti rahi, is se alwar ka mosam bhut hu thanda ho gya h, alwar ke logo ko garmi se rahat mil gai h. Age aane bale kei dino ke liye alwar ki garmi sant ho gai h, jaha alwar ke tapman 43 degree par tha us me bhut kami ho hai h. Barish se lag rha h ki mano jese barastha ke din aa gaye ho.
Tapman me giravat ke karan mano sardi ke din aa gye ho. Vese dekha jaye to alwar hill (pahadiyo) se ghira hua h, is ksran yaha par barish bhut adhik matra me hoti h. Alwar ke sariska abhyaran sal bhar hara - bhara rahta h.
 Yeh barish alwar tak hi simit na rah kar alwar ke aash - pass ke ilako me bhi bhut adhik matra me hui h, jis ke karan poora ilaka bhut hi jada thanda ho gya h.Poori rat nikal jane ke bad ab morning me barish me thoda sa h lekia ab bhi halki hakli barish jari h.
Alwar ke pass ke anya jilo (district) me is barish ka asar dekhne ko mila h.

REASON (KARAN) :-  Barish hone ka main reason garmi ko mana ja rha h.

EFFECT (PRABHAV) :- Logo ko jaha garmi se rahat  mili h bahi is ka ek bura prabhav bhi mana ja rha h ki ye aakal (Famine) ki chetavni h. Logo ka manna h ki is mosam me barish hone ka mtalab aakal padne ki yah chetabni h.

0 comments:

Post a Comment

 
Copyright © 2025. . - Posts · Comments
·