Saturday, 7 June 2014

Alwar - Jaipur highway ka kam pooran hone par, logo ko mili rahat.

Alwar - Jaipur highway jo ki pichle 10 salo me pura nhi ho paya h, us ka ab kam start ho gya h.
Pichle kei salo se Alwar - Jaipur highway ke logo ko safar karne me bhut paresaniyo ka samna karna pada h.
Pura highway jagah jagah se tut chuka tha, Vasundhara raje ne apni sarkar bante hi Alwar - Jaipur highway ka kam suru karva dia h.
Alwar - jaipur highway ka kam poorn hone par hi h, ab logo ko safar karne me bhut kam saresani ka samna kar na pad rha h.
Alwar se Jaipur ki doori ko bhi time me tay kar liya ja rha h. Alwar - Jaipur highway par safar karne bale logo ko is paresani se rahat mili h.
Rajasthan ki bus bhi apni raftar bna kar chal rhi h, and kam time me ligo ko apni manjil tak pahucha rhi h.

0 comments:

Post a Comment

 
Copyright © . . - Posts · Comments
·