Narendra Modi ne jesa ki desh se bada kiya tha and sath hi yog guru baba se bhi kaha tha ki ap mera sath dijiye me jo bhi pesa kale dhan ke roop me videsh me jama us ko apne desh me le aauga, us bade ke mutabit Modi sarkar ne pahle hi din kale dhan ko bapish lane ke liye kameti gathit kar di h.
SIT me 11 mamber ko chuna gya h, is ke leader (adhyaksh) M.B Shaha ko bnaya h. M.B Shaha court ke poorv judge rah chuke h.
Ab un ki nide ud gai h jin ka pesa kale dhan ke roop me jama h, pichle salo (year) jin sarkaro ne us ko aaram ki nind di h, ab Modi sarkar ne un ki nid uda di h, un ko apna future jail ki salakho ke piche najar aa rha h.
Modi ne kala vapish lane ke liye, prathan chran ke prayash shuru kar diye h. Modi sarkar ne kaha h ki ham kala dhan la kar desh se kiya hua bada pura karenge or Bharat ke poorn vikash me apna poora yogdan denge. Modi sarkar ne is ke liye ek kamethi gathit ki h jis ka name h "SIT" bese to sit ka matlab matalab hota h "bethana" , means modi sarkar kala dhan bapish la kar jo bhi is ke aaropi h un ko jail me bethane ki koshish kar rhi h.
EFFECT (PRABHAV) :- 1. Desh ki aarthik isthiti majboot hogi.
2. Dolor ke mukable rupees ki value maboot hogi.
3. Garibi ka istar kam hoga.
4. us pese ko anya bikash me lagaya jayega to desh ka vikhas or bhi badh jayega.
Ab un ki nide ud gai h jin ka pesa kale dhan ke roop me jama h, pichle salo (year) jin sarkaro ne us ko aaram ki nind di h, ab Modi sarkar ne un ki nid uda di h, un ko apna future jail ki salakho ke piche najar aa rha h.
EFFECT (PRABHAV) :- 1. Desh ki aarthik isthiti majboot hogi.
2. Dolor ke mukable rupees ki value maboot hogi.
3. Garibi ka istar kam hoga.
4. us pese ko anya bikash me lagaya jayega to desh ka vikhas or bhi badh jayega.

0 comments:
Post a Comment